Sad Shayari in hindi
mujhe manana nahi aata
Mujhse rutha mat karo mujhe manana
nahi aata
Mujhse dur nahi jana pyar se wapas bulana nahi aata
Tum mujhe bhul jao ye tumhari marji hai
Main kya karu mujhe toh bhulana bhi nahi aata
मुझसे रूठा मत करो मुझे मनाना नहीं
आता
मुझसे दूर मत जाया करो प्यार से
बुलाना भी नहीं आता
मुझे भूल जाओगी तुम तो ये तुम्हारी
मर्जी
क्या करू मैं मुझे तो भूल जाना भी
नहीं आता
Samjha do apni yaado ko, Sad shayari
Samjha do apni yaado ko
Bin bulaye paas aaya karti hai
Aap dur rahkar satati ho
Ye paas aakar rulati hai
समझा दो अपनी यादों को
बिन बुलाये पास आया करती है
आप दूर रहकर सताती हो
ये पास आकर रुलाती है
dil kabhi na dukhao
Uss insan ka dil kabhi na dukhao
Jo dusro ke khushi ke liye
apna sab kuch tyag de
उस इंसान का दिल कभी न दुखाओ
जो दूसरों के खुशी के लिए अपना सब कुछ
त्याग दे
मैं कुरबान हो गई
तेरी याद मेरी फरियाद बन गई थी
तेरी मुस्कुराहट मेरी जान बन गई थी
फिर मुस्कुरा कर किया तबाह मुझे
तेरी मुस्कुराहट पर मैं कुरबान हो गई
log jaahir nahi karte
Kuch log jaahir nahi karte
Lekin parwah bahut karte hain
कुछ लोग जाहिर नहीं करते
लेकिन परवाह बहुत करते हैं
teri mohabbat ka
Usse teri mohabbat ka tab ehsaas hoga
Jab teri mohabbat kisi aur ke liye khash hoga
उसे तेरी मोहब्बत का तब एहसास होगा
जब तेरी मोहब्बत किसी और के लिए खाश
होगा
phone mein tera number
Tu tha khash mere liye Khash
aaj bhi hai Mere phone mein tera number
Jindagi ke naam se save aaj bhi hai
तू था खास मेरे लिए ख़ास आज भी है
मेरे मोबाईल में तेरा नंबर
जिंदगी के नाम से सेव आज भी है
har darwaje ke piche
Ek vaada tha tera har vade ke piche
Milega tu har gali har darwaje ke piche
Lekin kyu tu itna bewafa nikala
Ek tu hi nahi tha mere janaje ke piche
एक वादा था तेरा हर वादे के पीछे
मिलेगा तू हर गली हर दरवाजे के पीछे
लेकिन क्यों तू इतना बेवफ़ा निकला
एक तू ही नहीं था मेरे जनाज़े के पीछे
Humein Pyar Kare
Dard Se Rishta hai Mera
Khushi Mere Nashib Mein Nahi
Koi Humein Pyar Kare
Main Itna Khusnasib Nahi
दर्द से रिश्ता है मेरा खुशी मेरे
नसीब में नहीं
कोई मुझे पसंद करे मैं इतना खुसनसीब
नहीं
dil tuta toh dard hua
Bachapan bita aai jawani fir
pyar ki hui suru kahani
dil tuta toh dard hua fir
aankho mein aaya paani
mujh garib ke pyar
Raste para ful ful ko uthate chalo
mujh garib ke pyar ko nibhate chalo.
tu bhi pachtayega
Mera dil tor ke jaate ho
ek din tu bhi pachtayega
koi na dega sath tera
jab laut tu bawapas aayega
mausham na jaye.
Bahar aaye bahar jaye
Pyar bhara mausham
na jaye.
awaj nahi aati
shishe jaisa dil hai
tutne par awaj nahi aati
dil todane walo ko ye
samjh mein baat nahi aati.
woh baat toh hui
raat sapne mein tumse
har woh baat toh hui
sapna hi sahi mulakat toh hui.
bhul jaoge toh humein
tum bhul jaoge toh humein bhi
bhulana aata hai tum jo jakham
doge woh har jakham mujhe dabana aata hai.
nibha paaoge k yaha
Kashmein jo hamne khai hai
kya unko nibha paaoge k yaha
se nikal kar humko hi bhul jaaoge.
ban kar khushi chha jaye
Iss hasin jindgi mein koi
gum na aa jaye kah do
gum se woh dur rahe
aur ban kar khushi chha jaye.
dosti ho gai hai tumse iss kadar ki
Kya kahe kuch bhi kaha nahi jata
dosti ho gai hai tumse iss kadar ki
dur rah kar ab tumhare bin raha nahi jaata.
dusri tarf samshan the
Ghar se nikale toh kuch armaan humare bhi thee
k traf jangak toh dusri tarf samshan
the
pair haddiyo pe para toh haddiyo ke kuch bayan the
arre bhai dekh kar chalo hum bhi toh ek insan the
jee nahi paunga
De raha hai bar bar awaj
dil mera ro kr jee nahi paunga
sanam tumse juda ho kar.
tere shiva dil mein
Tua dil iss kadar ki jor nahi paya
tere shiva dil mein koi aur nahi aayega.
Dil torne se pahle
Dil torne se pahle ek baar bata diya hota
woh sath jine marne ka vaada nahi kiya hota.
chahat mein nahi parte
Hum chahat ke piche
sab kuch waar dete hain
log chahat mein nahi parte
woh chahat ko hi maar dete hain.
chahat ke piche jisko
Chahat tumhare piche bhagti hai
na ki ham chahat ke piche jisko
chahat karni ho woh aapse kuch sikhe.
mohhabat ho jati hai
Mohhabat ki nahi jaati
mohhabat ho jati hai
koi khona nahi chahta
isse lein kho jata hai.
bahut dekhein hain lekin
Koi laakh bura chahe
juda hum nahi honge
pyar karne wale humne
bahut dekhein hain lekin
hum kisi se kam nahi honge.
junoon mein hoti hai
bachapan mein dekha ki garmi uun mein hoti hai
school mein pata chala ki garmi june mein hoti hai
papa ne bataya ki garmi khoon mein hoti hai
duniya mein bahut dhakke khaye tab jaa kar pata chala
ki garmi na toh unn mein hoti naa june mein na hi khoon
mein garmi toh sirf noto ke junoon mein hoti hai.
mein khushi cha jati hai
barsat jab aati hai toh dil mein khushi cha jati hai
jab mahbob na ho samne toh yaad bahut aati hai
Pyar karna koi khel
Pyar karna koi khel nahi hai bacho ka
tel nikal jaata hai acho acho ka
waqt hi rulata hai
waqt hasata hai waqt hi rulata hai
waqt hi hai jo sab kuch sikhata hai
waqt ki keemat jo jaan le manjil wahi
paata hai kho deta hai jo waqt ko baad
bahut pachtata hai kyuki gujara hua
waqt laut kar nahi aata hai
teri yaad dilati hai
ye hawa ke jhoke bhi teri yaad dilati hai
na jane kaha se aati hai aur kaha chali jaati
hai tute dil ko na jane kyu bar bar dukhate hain
halat badal dala
jindagi ne sawal badal dala
waqt ne halat badal dala
hum toh aaj bhi akele hain
bas jajwat badal dala
kaliyan banate the
upar wale ne jab ful aur kaliyan banate the
ishq ki jholi mein dekha toh bas kante hi kante the
tujhe bahon mein
aaunga teri gali mein
koi rok ke dikhaye
bhar lunga tujhe bahon mein
koi tok ke toh dikhaye
humein kaha mila hai
na kisi se sikwa na kisi se gila hai
jisko humne chaha woh humein kaha mila hai
phool khil nahi sakte
bahar aane se pahle phool khil nahi sakte
paas rah kar bhi hum mil nahi sakte
tum kisi aur ko chahne lage
aaye the ter dar
par kya kar gaye the hum
tum kisi aur ko chahne lage
kya mar gaye the hum
kyu bagwan dhoondte ho
jameen par rah kar kyu
aasman dhoondte ho
patjhar mein ghar basa lo
kyu bagwan dhoondte ho
aur shadi har maut ka jar hai
kyu uhi kuwaro maut saman dhoondte ho
taiyar baithe hain
Jidhar dekho udhar ishq ke bimar baithe hain
Lakho gujar gaye karoro taiyar baithe hain
Barbad hote hain larkiyo ke chakkar mein
aur kahte hain ki bharat mein berojgar baithe hain
garibo ke liye sauchalay
Suna hai garibo ke liye sauchalay
banbaye jaa rahe hain arre bhai
pahle garibo ko khilao toh sahi
kahyega india tabhi toh jaiyega india
woh khuch bhi ho
Main ne jindagi mein dhoke hi
khaye hain Chahe woh khuch bhi ho
bik jate hain mahnge fool
Khwahish ka mara hua insan
uche uche daam lagata hai
Ek tawayaf ke kothe par
bik jate hain mahnge fool
usi ki shadi mein order
Gitar sikha larki patane k liye
Aaj usi ki shadi mein order
aaya Gitar bajane ke liye
uski shaheli ke samne
Girlfriend ko apni palko par bitha lo
Dekar khushi sare gum chura lo
Pyar karo uski shaheli ke samne
itna ki Uski shaheli bhi kahe
ke janu mujhe bhi fasa lo
0 Comments
Please do not enter any spam link in the comment box.
Emoji